Badshah Qadri ul Chishti (R.A)
Badshah Qadri ul Chishti (R.A)
MehtabAllah Shah Quadri R.A
Sarkaar Peer Adil Bijapuri
Jalali Peer (R.A) Dargah Shareef Dondaicha
Hazrat Musa Shah Qadri (Jalali Peer) R.A
Sagir Mehboob Shaikh (Gulam-E-Ahmad Hussain Shah Qadri)
Peer Jalali Piya Diwaane Tere, Rouze Pe Tere Aakar Lagate Hai Phere, Huye Roshan Mere Nain, Aaya Hai Dil Ko Chain, Sarkaar Jalali Ke Jab Chum Liya Naalen.
ReplyDeleteHaa hai 🌹
Delete1996 Mercury Tracer AC Compressor
ReplyDeleteThank you for sharing valuable information. Where else could anyone get that kind of information in such a complete way of writing? I have a presentation incoming week, and I am on the lookout for such information.
Teri Yaad Mein Ro Lena Yeh Namaaz Hamari Hai, Naalein Ka Ek Bosa Sav Sajdo Pe Baari Hai
ReplyDeleteMeri Laaj Rakhne Waale Teri Banda Parwari Hai,
ReplyDeleteTere Dar Par Mera Aana Mera HAJ-E-AKBARI Hai....
Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
ReplyDeleteJab Nazar Se Milaayi Maza Aagaya
Barq Si Gir Gayi Kaam Hee Kar Gayi
Aag Aisee Lagaayi Maza Aagaya
Jaam Mein Ghoul Kar Husn Kee Mastiyaan
Chaandni Muskurai Maza Aagaya
Chaand Ke Sa'ay Mein Ay Mere Saaqiya
Tu Ne Aisee Pilaayi Maza Aagaya
Nasha Sheeshe Mein Angrai Laine Laga
Bazm E Rindaan Mein Saagar Khanakne Laga
Maikade Pe Barasne Lagi Mastiyaan
Jab Ghata Gir Ke Chaayi Maza Aagaya
Be Hijabaana Wo Saamne Aagaye
Aur Jawaani Jawaani Se Takra Gayi
Aankh Unki Laree Yoon Meri Aankh Se
Daikh Kar Ye Laraai Maza Aagaya
Aankh Mein Thee Hayaa Her Mulaqaat Par
Surkh Aariz Hu'ay Wasl Ki Baat Par
Us Ne Sharma Ke Mere Sawaalat Pe
Aise Gardan Jhukaayi Maza Aagaya
Shaikh Sahib Ka Imaan Bik He Gaya
Daikh Kar Husn E Saqi Pigal He Gaya
Aaj Se Pehle Ye Kitne Maghroor The
Lut Gayi Parsaayi Maza Aagaya
Ay Fana Shukr Hai Aaj Baad E Fana
Us Ne Rakh Le Mere Pyaar Kee Aabro
Apne Haathon Se Usne Meri Qabr Par
Chaadar E Gul Charhaayi Maza Aagaya
Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aagaya
Tujko Dil Mein Basa Liya Maine, Dil Ko Kaaba Bana Liya Maine,
ReplyDeleteJab Bhi Dheka Hai Nakshe-Pa Tera, Toh Apne Sar Ko Jhuka Liya Maine
Teri Choukat Pe Sar Ko Takra Ke, Apni Kismat Bana Liya Maine,
Ghar Ghar me machi dhoom hai Allah Quadeer ki
ReplyDeleteShohrat hai do jahaan me kaamil Faqeer ki
Aate hai sar jhukane yaha Auliya sabhi
Surat Quadeer hogai peerane peer ki
Halkatta bana dekhiye woh Faiz ka shaher
Shaane karimi hai dua dastagir ki
Jalwa Quadiri dekh kar munkir bhi dang hai
Kya shaan hai shaukat hai ye mere Quadeer ki
Allah kasam ban gayaa woh waqt ka wali
Jispe inaayat ho gayi roshan zameer ki
Aisa nasha hai jiska utarna mohaal hai
Hum ne sharaab pili hai peerane peer ki
Kiski namaz main padhoon, kisko banaoon main khuda
DeletePehle hi bik chuka hun main, pehle bana chuka khuda
Apni jabeen-e-naaz ko, kaise bataaoon sajdagaah
Saaki ne mei pila diya, khud hi woh ban gaya khuda
Chehra nabi ka dekhkar, mastana ban gaya hun main
Teri hi nazar-o-naaz se, mujhko dikha diya khuda
Pehle to mujhko khauf tha, dozak ko kyon bana diya
Momin ke waaste wahi, jannat bana diya khuda
Rehmat ka apna dariya jo, aisa baha diya hai woh
Quraan mein khalifa jo, apna bana diya khuda
Yazdani yeh sab dekhkar, hairan hogaya hai woh
Sajda kiya sanam ko jo, dikhla diya mujhko khuda
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteplease tell me date of urs-e- Peer Jalali 2014
ReplyDelete